Sheesha Ho Ya Dil Ho lyrics by Lata Mangeshkar with meaning. Sheesha Ho Ya Dil Ho explained, official 2024 song lyrics | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Lata Mangeshkar – Sheesha Ho Ya Dil Ho lyrics
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir (toot jaata hai)
Lab tak aate aate haathon se
Sagar (choot jaata hai)
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai


Kaafi bas armaan nahin
Kuch milna aasaan nahin
Duniya ki majboori hai
Phir taqdeer zaroori hai
Yeh jo dushman hai aise
Donon raazi ho kaise
Ek ko manao to duja (rooth jaata hai)
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai

(Baithe the kinare pe
Maujon ke ishare pe)
Ham khelein toofanon se
Is dil ke armaanon se
Hamko yeh maloom na tha
Koi saath nahin deta
Maajhi chod jaata hai
Saahil (choot jaata hai)
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir (toot jaata hai)
Sheesha ho ya dil ho

Duniya ek tamasha hai
Aasha aur nirasha hai
Thode phool hai kaante hai
Jo taqdeer ne baante hain
Apna apna hissa hai
Apna apna kissa hai
Koi lut jaata hai
Koi (loot jaata hai)

Sheesha ho ya dil ho
Aakhir (toot jaata hai)
Lab tak aate aate haathon se
Sagar (choot jaata hai)
Sheesha ho ya dil ho
×



Lyrics taken from /lyrics/l/lata_mangeshkar/sheesha_ho_ya_dil_ho.html

  • Email
  • Correct
Songwriters: ANAND BAKSHI, KUDALKAR LAXMIKANT, LAXMIKANT PYARELAL, PYARELAL RAMPRASAD SHARMA
Sheesha Ho Ya Dil Ho lyrics © Royalty Network

Sheesha Ho Ya Dil Ho meanings

Write about your feelings and thoughts about Sheesha Ho Ya Dil Ho

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z