Nazron Se Dekh Pyaare lyrics by Anandmurti Gurumaa - original song full text. Official Nazron Se Dekh Pyaare lyrics, 2024 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Anandmurti Gurumaa – Nazron Se Dekh Pyaare lyrics
Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai

Prabhu ne jabi bichara, jag ka hua pasara
Chaudehn bhuvan vo nyara, man se bana raha hai

Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai

Kahin nar woh bana naari, kahin dev-daitya bhaari
Pashu-pakshi roop dhaari ban-ban ke aa raha hai

Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai

Bhumi wohi agan hai, paani wohi pawan hai
Suraj wohi gagan hai, nir-gun-guna raha hai

Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai

Tajj bhed-bhaav man mein, ban mein wohi hai man mein
Brahmanand jyon swapan mein, rachna racha raha hai

Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai
×



Lyrics taken from /lyrics/a/anandmurti_gurumaa/nazron_se_dekh_pyaare.html

  • Email
  • Correct

Nazron Se Dekh Pyaare meanings

Write about your feelings and thoughts about Nazron Se Dekh Pyaare

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z